Jab zindagi hunsaye to samajh jana ki achhe karmo ka phal mil raha hai aur zindagi rulaye to jaan lena ki achhe karm karne ka waqt hai
Zidagi me hum galtiyan karte hai par un galtiyon se jyada dukh is baat ka hota hai ki vo hum galat logo ke liye karte hai
Blood ki bajaye aansu achhe hote hai. Jab sharir zakhmi hota hai to blood niklta hai par aansu tab nikalte hai jab dil zakhmi hota hai
Pyar aur maut ek jaisi hai ye zindagi me kab aa jaye kah nahi sakte par jab jaati hai to ek dil le jati hai dusari jaan le jati hai