Dunia me log tumhari hunsi dekhate hai par jo sachcha pyar karta hai vo hansi ke peechhey ka dard bhi dekh leta hai
jaise paani ki garai samajh na aaye to uske andar utarae me darr lagta hai usi prakar jab tak insaan ko puri tarah samajh na le
Is dunia me do hi problem hai..pahali ye ki buddhiman logo ke man me bohut si aashankaye hoti hai aur dusari ki murkho me prachand..
Kitani baar aisa hota hai ki jab insaan badal jata hai to uske dwara di gai yaadein bhi badal jaati hai
Sache pyar ke aansu aur chhote bachche ki aankho se nikale aansu ek saman hote hai dono janate hai par reason bata nahi sakte